Mobile Ka speaker kaise Thik Kare
hii friends , ajke topic me hum "Mobile Ka speaker kaise Thik Kare" sikhege. jab bhi hame mobile repairing ki
problems aati hai to aap log mobile shop me jate ho or paise
dekar ate ho mager ab aap is website per mobile repairing hindi
me sikh sakte hai .
aksar kya hota hai ki jab bhi ham kisisie baat
karate hai ya hamara mobile niche gir jata hai water me gir
jata hai isaki wajah se hamare mobile me kahi sari problems
ane lagati hai isliye aj ke article me hum aapko mobile ke
speaker problems ko kaise solve karte hai janege .
aapko jab bhi koi mobile kholna ho to ye dyan
rakhna chaiye ki vo mobile old hai ya puaRAN HAI.
Kyuki ager old mobie hai to us mobile me jaroor koi
na koi kaam kiya huva hoga jaise kisike mobile me faul
hota hai to koi bhi mobile repair vala jumper karta hai ager
vo jumper hamse tut jaye to hame dubara use bhi pcb per
lagana padega ,yaneke kaam bad jayega .isliye dyan se kaam kare
bahut asan hai mobile repair karna ,chaliye ab suru karte hai kaise
repair kare mobile speakers ko .
dear friends aapko yaha mobile repair photo ke
saath sikhayi ja rahi hai ager aapko koi problems
ati hai to aap hame comment me aapki problems share jaroor kare.
Aksar kya hota ki jab bhi ham kisise baat kiarte hai
to hamari awj ya aapki awaj agle person ko sunai nahi deti .ager aisa
hota hai to sabse pahle aap network setting me jaker dekh ssakte hai ,
ager vaha bhi nahi ho raha hai to aapko pcb per lage speaker ko
change karana hoga ya fir repair karna haoga. To chaliye hamre
bataye tariko ko aap follow karege to aapki problems 99% thik ho jayegi.
Mobile speakers fault ko kaise repair kare.
Pahle aapko detail me speaker ke bareme jane ,
aapko sabse poahle ye check karana hota hai ki ,
aapka speaker real me kharab hai ya nahi. Ager kharab
hai to hum speaker ko multimeter se check karke dekhege .
1. Sabse pahle apko mobile pcb ko dyan se kholna hai ,
pcb ke part ek jagah sahise rakhe taki badme hume part
lagan em asani ho.
2. Ab aap upper dekhe matlab LCD ke upper dekhe
isi sperker ko hame check karna padata hai ager aapko
lcd pata nahi hai to aap in part ki jankari hasil kar sakte hai.
ye post pade..
3. Ab apko kya karna hai direct speaker ko badlna nahi hai
badlane se pahle hum ise check karege ki hamara speaker
kharab hai ya fir thik hai.
4. Aaap iron hath me le lijiye iron ko thodi der garam kar
lena chaiye kyki hame speaker ko jumer lagana hai.
5. IRON garam hone ke baad hame iiron se upper ke
speaker ko nikalna hai aap iron ko speaker ke conector
per rakhe aapka spear nikal jayega.
6. Speaker ko nikalne ke bad multimetr se check karana hai .
7. Jab hum multimeter se check karege to hame beep parapt
hogi yane chui... jaisa awaj milega.
2 bhag laga ker dekhe multi ka ke job hag hai PLUS or
MINUS un bhago ko aap kahia bhi yaneke ider uder laga
sakte hai aisa nahi ki + hai to plus ko hi lagaye aap speaker ke
do siro per lagaye .
9. Ab lagan eke baad check kare ki koi beep prapt ho rahi hai
ya nahi.ager beep prapta nahi ho rahi hai to samaj lijiye aapke
spearker me fault hai .
10. Ab hum new speker ko lete hai or check kare ki
beep prapt ho rahi hai ya nahi ye dekhiye beep prapt ho rahi hai .
11. Ager aapka old speaker beep de raha hai to use
jumper kare or dubara lagaye ,jumper yaneki new repairing
vale ko pata nahi hota hai mai batata hu.
12. Jumper yane ek coper ka taar hota hai
or iron hota hai ,jiase lokhand ko daag lagate hai
vaise hi same prossess hoti hai. Ab to aapko jumper
kya hai pata ho gaya hoga.
13. Ab apne jo speaker nikala hai use firse laga de .
aapko photo me bataya tarika follow kare .
Ekbar firse bat dete hai ki ager speaker kharab hai
to use badal dena chaiye ,ager speaker kharab nahi
hai to or multimeter se check krne per beep de raha
hai to SPEA.. ME KOI BHI FAULT NAHI HAI .
Aap vahi speaker laga de .
Ager fault hai to aapko new speker lagana hai i am
sure ki aapko problem jaroor solve ho jayegi. Ye bahut
hi simple hota hai aapko sirf mike ko check karna hota hai
ki problems hia ya nahi hai to naya lagva do ya fir dead nahi hai
to vahi speaker dubara laga do ho gayi aapke mobile ka speker repair .ye bhi pade important hai
NOTE: ager aapko mobile repairing me intress hai to aapko mobile ke part ke bareme tools ke bareme jankari hasil karna chaiye or mobile
ke part tools ko yaad karlena chaiye jo ki hamne is post me bataya hai yaha dekhe ..
Dosto ager aapko ye jankari acchi lagi ho to aapke
dosto ko is site ke bareme jaroor bataye ,ager koi garib hai
to vo mobile repair karke apna khudak business kar sakta hai.
Or hamari site ko subscribe karna na bhule .jab bhi hum
new post share karege to aapke email per hamare article aa jayege.
also, read this article :
also, read this article :
Thanks for read my tutorial...