Mobile phone ki sabhi network fault solution ki janakari hindime
Hello dosto ,aj mai aapko network section ke ic ki jankari denewala hu "mobile phone ke network sections ko kaise repairs kare"
maine aapko pichle post me bataya tha ki rf ic ,rx , crystel, power ic ,sound ic network ic in sabhi ki pahechan maine pichle post me batai hai aap post pad sakte hai
Aj mai aapko aise janakri denewala hu jo ki google me bahut hi kam hai so aj ki post sabhi visiter ke liye best hai or is post me network section ko kaise tik kare sabhi janakri aj denewala hu. Ic ke bareme aapko jada janakri nahi hogi magar aj mai aapko network section ki ic kaha hoti hai or inka kaam kya hota hai sabhi jankari is post me mil jayegi.
So chaliye dosto jada time na waist karte huve hum aage badte hai jab koi mobile water me gir jada hai ya bahut old hokar carbon chad janeke wajah se no network problems ata hai ya fir ic damage hona kharb hona ya short hone kewajah se ic problems elme network problem ata hai so chaliye sikhte aage kya karna hai laga hota haI.
( VCO )
Vco ka full form maine aapko bataya tha voltage control oxccilater yaneke network section ka jitana bhi kaam hai sabhi vco ke anadr hota hai.ab aapko vco ke anadr kon konse part hai ic hai sabhi ki janakari duga.
Mobile phone ke network fault ko kaise sahi karate hai !
1. CRYSTEL
Sabse pehle mai apko crystal ke bareme batane wala hu so maine aapko pichale post me bataya hai ki crystel agar kgarb ho to betwork problem jaroor ayegi mobile ke andar maqn lijiye agar kisi mobile me network problem hai to aapko crystal ko change karna padega uska value dekhakar aap asanise use change kar sakte hai.abhi is post me aap dekh sakte hai ki
Crystal mobile ke anadr kaha laga hota hai uske baad aapko or bhi janakri duga.
2. Aapko yaad rahe ki mobile section me alag alag prakar ki ic hoti hai abhi hum network section me kon konsi ic hai uske bareme information le rahe hai ye yaad jaroor rakhe network section mobile pcb me sabse upar rehata hai jiske bareme mai aapko batane ja raha hu.
3. Network IC
Aap upar kr photo me or id photo me drkh sakte hai ki crystal ke baju mr hi neteork ic hoti hai jo maine bataya hai . ha dosto abhi aap photo me dekh sakte hai ki mobile pcb par network ic kaha lagi huvi hai koi bhi mobile ho jadatar network ic crystal ke near me hi hoti hai jo aap photo me dekh sakte hai. Network ic ko rf ic rx ic bhi kaha jata hai.
Agar mobile me network se sambhndhit koi bhi problem ho to network ic ko check karna chaiye.ya fir network ic damage ho gayi hai to nayi ic lagvana hogi jisse aapki network problem solve ho jayegi. Aisa samj lijiye ki network ic or crystal in dono ka kaam same hai or ye dono ek usre ke najdik me hi lage huve hote hai.
3. Vco
Ab aapko batauga ki vco kya hai or vco ko kaise repair karte hai matlab uske anadar konse part hote hai jisse network section me no network problem show hota hai.vco bilkul crystal jaisq dikhata hai magar uske andar bahut sare resistance, capister ,
trasister hote hai jisse aapko repair karna padega.

Maan lijiye ki vco e koi problems hai to aapko vco ko bhi check karna padega ya fir uspar mamuli hit do aapki network problem solve ho sakti hai.
* motherboard no display fault solution 4. Rtc ( real time clock )
Rtc ka full form aapko pata hi chal gaya hoga ki hamare mobile me jo time hota hai jisse hum dekhte hai vo time clock network ke liye mobile ke liye alag se work karti hai jisaki jarurat hame hamesha hoi hai aap upar me dekh sakte hai bilkul small hai jaise koi watch ka sell ho.
Real time clock ic power ic ke near me lagi huvi hoti hai.har mobile me near me hi hoti hai magr abhi jo naye mobile aye hai market me unme thodi changes ki huvi hai magar koi baat nahi aap ic dekhakar pata laga sakte hai ki rtc kaha hai.
Aapko laga hoga ki network problem bahut badi Problems hai magar nahi aisa kuch bhi nahi hai aap simple tarikese mobile ko repair kar sakte hai. Agar kuch samaj me na aya ho to aap comment me puch sakte hai aj ke liye itana hi fir milege dosto...
Share or like jaroor kare or subcribe karna na bhuliyega
Tanks for read my tutorials........