chalte videos movies se screenshot kaise le.
Hello my dear readers ,aj mai aapko aisi trick batane ja raha hoo
Jisake jariye aap chalti movie se photo le sakte hai matlab
screenshots le sakte hai.
Ye trick to bahut simple ha imager bahut kaam bhi hai to
chaliye dosto mai aapko aise chote chote 5 se 6 trick batane
jar aha hoo jisse
aap janker behat khush hoge.
1.
Jaha se
aapko photo khichani hai aap ek sath me CTRL +i dabaye aapke
Samne ek window khulegi fir kya aapko vo image save karni hai.
2.
Google
search ko aap calculater bhi bana sakte hai example ki tor per
5+5=10 aap kitani bhi sankya daliye google aapko calculate karke dega.
3. Zip or compress file kaise banaye .
Sabse pahle computer ke start
button per click kare.
*menu ko open kareor computer ke icon per click kare.
*ab aapko jiss file ko zip file me change karna haiuse select kare.
*ager aapko ek saath sabhi folder select karna hai to CTRL dabaker
sabhi
file select kar sakte ho.
*ab select kiye gaye folder ko mouse se right click kare.
Or compress zip file ke option ko chune.
*aap chahe to desktop me save folder ko select karke right click sekoi
bhi
Folder ko zip file me badal sakte hai.
4.
Windows expee me hindi me type karne ke liye kya
kare.
*sabse pahle
start button per click kare.
*all programs per click kare.
*accessories per click kare.
*accesiblity per click kare.
*on screen keyboard per click
* setting me jaye.
Font or kundli me jaker hindi type ka maja le sakte hai.
5.
Kisi bhi website ko blocked kaise kare.
Aapko tools
me jana hai,internet option me jana
hai,secuirity tab me jana hai,
Restricted sites me jana hai, or yaha website ka address dalker ok karna
hai.
To kaisi lagi dosto ye hamari jankari mai janta hoo ye jankari small hai
Mager
aapke liye useful ho sakti hai.ager aapko kuch puchna hai to
comment box me aap
puch sakte hai.